Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kabhi kabhi na jane kyu aisa lagta hai, Ki ! Mere

Kabhi kabhi na jane kyu aisa lagta hai,
Ki ! Mere jivan ki kashti ek bin patwaar ki naaw ke samaan hai...
Waqt ke thapere ise kabhi ek oor to kabhi dusari oor dhakelte rahte hai...
Kaleja, muhh ko aa jata hai aur halak sukh jaati hai jab najre door tak kinaara dhundhti hai aur siwayy Paani ke kuch bhi najar nahi aata......

Phir ekaek aankh khulti hai aur room-mate kehti hai uth jaa !!!!..... 
Kitna soyegi ??????? Office nahi jana hai kya???????
 #forfun #sometimesinlife #lifestory #lifestyle #sleepy #dreamer

minimishra1606

Mini Mishra

New Creator