#OpenPoetry Zoo Garden Me Rungeen Panchiyna Unn Ki Surili Awaz, Alag Alag Prajati kye Animal's Brids, inn sab ko Dek kye Bhuth Khushi Mili, Zoo Garden se Bahar Ki taraf Aye, Bhuth Zor Zor se Awaze Ayi Kuch Log Azaadi kye Nare laga Rahethye, Unn Sab ko Dek kye Afsos hua, Zoo Garden ko Palt kye Dek kye Hesass hua, Har Panchi Har Janwar khaid Me Hai, Panchi Parnide Janwar ki Awazen Hum ko Zoo kye Andar Surili Lagti hai, Kahin o Bhi Azaadi kye Nare toh Nahin Lagare Shayad unn kye Afsoos Ka Hesass Nahin Hum ko, jungal Me Animals ko Shikar Karthye Hain Panchiyno ko Agar Azaad Kar Bhi Dye toh Kya hoga, Mobaile kye Net work kye Rendition unn Sab ko Mar dye thye hain, Humrai Khushi kye liye Unn sab ko khaidi Banayae hain, Azadhi Hum se ziyada Nature Hona hai Azaadi Hum se ziyada Jungal ko Hona hai Azaadi Hum se Ziyada Animal's ko Birds ko hona hai Lekin iss Me Bhi Humara he Faida Ho Raha Hai Hum Sab ko Achi Oxygen Dyega, Nature's Ki Azaadi Hamari Zarurath Nahin Humara Haq Hai, Dilse#Azaadi#Quotes#stories