na mai alfaz ki mahir na mai izhaar ki mahir na mujh me fikar e aflatoon na mujh me falsafaa koi badi choti si hasrat hai bhut pakeeza chahat hai tumhare ru ba ru aa kar meri jaan ba wazu aa kar gawah kar ke sitaron ko samandar ke kinaron ko mujhse bas itna kahna hai mujhay tumse mohabbat hai.... saliha Siddiqui mujhe tumse mohabbat hai...