Yun aaftaab ka dhalna, mera yaadon mei jalna Yun chaand ka aana, aur teri Jhalak paana Yun tera mujhse milna, mere labon ka khilna Frr tera dur jaana, mera waqt thehar jana Meri dua'on ka ek anmol tofha, tera meri zindagi mei aana ❤️ @alfaaz_kuch_unkahe -Divya Verma #Love #Heart #seeing #you #Quote