Main yahaan hoon muntazir, Tum wahaan ho bekhabar. Qayamat ke din kya hashr hoga, nahi pata, Ek aks gar dikh jaye unka, aa jayega mere Dil ko sabar... ©Altamash Shaikh sabar #Shayari #nojohindi #nojoquotes #Instagram #instanojoto #nojofamily #alone #rayofhope