Nojoto: Largest Storytelling Platform
haiderraza2348
  • 53Stories
  • 161Followers
  • 592Love
    45.0KViews

Haider Raza Allahabadi

insta I'd .... ghazanfar3633 qalb e majrooh pe phir waar kiya hai usney . apney har lafz ko talwar kiya hai usney

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

#azadari #karbala #moharram #muharram #labbaikyahussain
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

ज़मीं का फर्श ये बिस्तर से कम नहीं यारों 
ये आसमान भी सर पे है मेरे छत की तरह

©Haider Raza Allahabadi #chhat #Nojoto
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

कोई भी रिश्ता हो हर रिश्ता निभाने के लिए 
प्यार कम भी हो मगर पूरा भरोसा चाहिए

©Haider Raza Allahabadi #nojato
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

इस क़दर मजधार में आकर फंसी है ज़िंदगी
डूबना लाज़िम है अब साहिल पे जाने के लिए

©Haider Raza Allahabadi

150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

जीवन एक बेहतरीन एहसास का नाम है ।
इसकी खूबसूरती खुद अपनी एक मिसाल है ।
और ऐसी मिसाल है जिसकी कोई मिसाल नहीं।।

©Haider Raza Allahabadi #Jeevan
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

आईना  माना की आईने की कीमत हीरे से कम है।
लेकिन !
हीरा पहन ने बाद ढूंढते सब आइना ही हैं।।

©Haider Raza Allahabadi #आईना #Nojoto
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

Ye aam ul huzn poorey saal ko tareekh me likha 
Teri furqat me Yun ghamgeen paighambar khadeeja haiñ

©Haider Raza Allahabadi

150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

khwab aankho me saja kar khwab ki chadar taley 
khwab ko bhi khwab me ab khwab hi aaney lagey

©Haider Raza Allahabadi #khwaab
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

jhoot ki duniya me haider dosti achi nhi 
roz ek sach bol ker dushman kamana chahiye

©Haider Raza Allahabadi #aprilfools #shayri #Nojoto #ghazal
150c846631adecde879b02d1e7a4e35b

Haider Raza Allahabadi

Baat wo hai bata nhi saktey 
Ab toh milney bhi aa nhi saktey 

Dil ne chaha ho jisko shiddat se 
Dil se usko bhula nhi saktey 

Laakh koshish ke baawajood bhi hum
Apni chahat ko paa nhi saktey 

Bahtey ashko'ñ ko dekh lo aakar 
Dard e dil toh dikha nhi saktey 

Ishq karney ka haq nhi unko 
Baar e gham jo utha nhi saktey 

Likha Raha hu jo ye ghazal haider 
Haal dil ka suna nhi saktey 

,✍️Haider raza koralvi

©Haider Raza Allahabadi #Moon #ghazal #Poet #Poetry #Nojoto #shayri #nazm
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile