Nojoto: Largest Storytelling Platform
sanjeevpurvancha7289
  • 39Stories
  • 12Followers
  • 464Love
    2.5KViews

Sanjeev Purvanchal

I am a singer writer composer and musician but not proffesnal,I am m.A 2year student

  • Popular
  • Latest
  • Video
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

tu mit jayega duniya se bata teri pahchan kya hai,manzil ya mohabbat bata teri jaan kya hai

©Sanjeev Purvanchal
  kya hai
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

#baton se
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

kya diya khuda ne, a hamko pata nahi,par meri MAA ne mujhko a kaynat di hai,ek  roj chamkunga mai bhi asmaa me tara banke,meri MAA ne itni aukaat di hai

©Sanjeev Purvanchal
  maa
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

ek dariya thahra tha sadiyon se,jo samandar bana hai,use hauslon ne banaya jo sikandar bana hai

©Sanjeev Purvanchal
  sikandar
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

usko a payaam bhej do, ki uski najar se ja raha hoon mai,laut ke aaunga na dobara, dil ke ghar se ja raha hoon mai,meri galti thi jo dariya banke aaya tha tere paas,maaf karna laut ke samandar se ja raha hoon mai

©Sanjeev Purvanchal
  dil ka ghar

dil ka ghar #शायरी

19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

a hoth chupa lete hai dil ki baton ko,par dil khud hi gaddari karta hai,chalo fir bhi afsos nahi in baton se,koi to hamari karta hai

©Sanjeev Purvanchal
  koi
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

unki aukat pata hai dar ko,jalim halat aur muskilo ne banaya Ambedkar ko,gar likhne wala khuda hota hai,to wo khuda hain,baba sahab ne banaya hamare mukaddar ko

©Sanjeev Purvanchal
  mukaddar
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

Khushi yaa gam ka thikana kaha hai,mar ke iss duniya se jaana kaha hai,khushi aur gam ko ye baate pata hai,rona kaha hai,aur muskurana kaha hai,

©Sanjeev Purvanchal
  Khushi
19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

manzar aisa ki gumsudaa banaye jaate hai, yaha to hathon se khuda banaye jaate hai,yaha logo ke vishwash andhe ho gaye hai,har moorat ke daam juda bataye jaate hain.

©Sanjeev Purvanchal
  khudaa banaye jaate hai

khudaa banaye jaate hai #शायरी

19c571355b2a5105254b5ee2f6250fca

Sanjeev Purvanchal

kya saanche mein takdeer banti hai    phir dil mein kaise tasveer banti hai.  shayad khuda hathon se banata hai sabkuch,issi liye hathon mein lakeer banti hai,

©Sanjeev Purvanchal
  hatho ki lakeer

hatho ki lakeer #शायरी

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile