Nojoto: Largest Storytelling Platform
alamiftekhar3307
  • 15Stories
  • 31Followers
  • 61Love
    0Views

Alam Iftekhar

  • Popular
  • Latest
  • Video
4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Is dunia ke bheer me chahekta hi raha,
Mai akele is bazaar me bhatakta hi raha,

Kadam badhaye maine dagmagate hue,
Uski har baat meri zahen me khatakta hi raha,

Rooh bhi mere keh rahi thi chal ab laut aa,
Har saaso se apne uska naam kehta hi raha,

Mere jism ko laga ki uske tukre tukre ho gaye,
Mere jism kaa har gost latakta hi raha,

Meri manzil mujhe har baar bulati hi rahi,
Ek mai tha jo usko lubhata hi raha,

Ek karz-e mohabbat jo maine usse liya tha,
Pure zindagi mai usko chukata hi raha,

Naa nazar me hai vo naa mai uske nazar me,
Phir bhi usko aina dikhata hi raha,

Apne hi saher me ab lautna hai mujhe,
Ye khud ko mai har baar sikhata hi raha,

4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Chal aj phir tujhe tere ishq se mila du,
Akhe me akhe daal ke labo se pila du,
Chal aj phir tujhe tere ishq se mila du,

Tere julfo me ulajh kar tere dharkan ko chura lu
Saase taher taher ke lena tujhe sikha du,
Chal aj phir tujhe tere ishq se mila du,

Rooh ke khel me ab tere jism ko chupa du,
Tujhme hi kho kar khud ko mai bhula du
Chal aj phir tujhe tere ishq se mila du,

Ho jao khaak tujhme mohabbat mai jata du,
Padh naa le tu mujhko chal khud ko ab mita du,
Chal aj phir tujhe tere ishq se mila du, #nanojoto
4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Jasan-e azadi hai azadi to hum manayenge, 
Dunia ke kone kone me parcham hum lahrayenge,
Jasan-e azadi hai azadi hum manayenge,

Tiranga saan se hoga vo samman se hoga,
Yahi to mulk hai mera yahi pehchan bhi hoga,
Hum apne mulk kaa jashan pore pore sunayenge
Jasan-e azadi hai azadi hum manayenge,

Yahi to behen-e h meri yahi to maa-e hai meri
Yahi to mulk hai mera yahi to saase hai meri,
Har saaso se apne vande matram chillayenge,
Jasan-e azadi hai azadi hum manayenge, #nojoto
4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Ek nazar me pura saher dekha hai,
Maine samandar ke kaher ka laher dekha hai
Aur baate zamzam ki ab mai bhi karne laga,
Har patte me khuda kaa bashar dekha hai,

4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Vo dekho ek pahar nazar aa raha hai,
Lag raha mera saher aa raha hai,
Aur taqdeer-e apni badlne nikla tha,
Dekho syd mera kafan aa raha hai,

4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Tu jinda dil insaan hai,
Teri bhi ek pahchan hai,
Tu aise baate naa bana,
Tu to meri jaan hai,

4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Mohabbat ki baat karne ki aadat hai mujhe,
Mai kaise kahu ab, ki tere chahat hai mujhe,
Mai tere ishq me bara bechain ho raha hu,
Tere naam ke ibaadat kar ke, ab rahat hai mujhe, Mohabbat ki baat karne ki aadat hai mujhe,
Mai kaise kahu ab, ki teri chahat hai mujhe,
Mai tere ishq me bara bechain ho raha hu,
Tere naam ke ibaadat kar ke, ab rahat hai mujhe,

Mohabbat ki baat karne ki aadat hai mujhe, Mai kaise kahu ab, ki teri chahat hai mujhe, Mai tere ishq me bara bechain ho raha hu, Tere naam ke ibaadat kar ke, ab rahat hai mujhe,

4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Izhaar bhi to saaki hai, abhi pyaar mera baaki hai,
Abhi to bas suruaat hai, puri zindagi meraki hai Meraki #nojoto

Meraki #Nojoto

4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Ishq ki barish hi kya pura sailaab laa dunga,
Are tum kaho to sahi pure khawaab laa dunga, #nojoto
4068fd7a22e761221ad47bb93b76c2ec

Alam Iftekhar

Hum to nada hai hum me jara aa ke dekho,
Bhoologe nhi ek baar gale se laga ke to dekho, #nojoto
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile