Nojoto: Largest Storytelling Platform
ajaychandel8534
  • 723Stories
  • 202Followers
  • 7.6KLove
    11.3KViews

writer ,mrs. Mona Chandel

teacher

  • Popular
  • Latest
  • Video
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

lakho me sabse jyada ek cheez aam hai kisi prati  khush   na hokar  dukhi hona
kyunki dil sada bana rahta hai har pal ek dard ka  kona 
khushaal jindgi ko koi ahayat nahi deta aise hi jab tak mushkilon ka lage na taare pirohona

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #thought
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

mujhe doob jaane do en behti hui lehron me  kuch pal ke liye mujhe sakun paana hai
mujhe rahne do en behki Hui fizayo me  kuch tou janoon hai en  zaroh me tabhi toh mujhe inki taraf jaana hai

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #LetMeDrowm
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

jab Maine unse baat ki 
meri dil ko khushi ka jaise khazana mila jab maine unse mulakat ki
ab toh din aur raat ko unka khayal aata hai jaise maine unse har zazbat ki lehz unko di

©writer ,mrs. Mona Chandel
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

khulle aasma ke niche ye jhumti hui sadak mano kuch kah rahi ho
kitne bhi rahi us dagar se nikalte hue yaha se guzar gaye ho 
phir bhi wo apna daman fallaye khadi hai jaise har kisi ko adab se bulla rahi ho

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #sadak
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

ek samay ki baat hai ek beta apne pita ke  maa ki prati behvaar dekh kar na kush tha 
halki uske pita ka uske prati pyar itna ki wo unke ke liye sabkuch tha 
phir bhi dil ki baat dil se nikal hontho par aayi 
usne apne pita se apni farmish batayi 
bola mujko ek pyari si gudiya lo do papa ,
karunga uske saath me sagai 
phir hans kar pita bole ye kaisi tumne zid aadai 
lakin bete ke damne unki ye dalil kaam na aayi 
tab unhone puccha ki ki gudiya se sagai kar kya karoge tum ,abi tou tumhari umar nahi wo aayi 
beta bola usse me do din khel kar tod dunga 
usko kahi ka nahi cchodunga 
waise hi jaise aapne meri maa ki halat banai 
sun bete ki baat pita ko bahut sharm aayi
dubara kisi baat ke liye usko tang na karunga ,ye kasam unhone khai 
ye baat sunkar bete ne apni maa ke prati rahat payi 
esliye maine ye cchoti si ek kahani ki kavita apko likh kar samzai
ek naari ko samaan deta purush ko lage uski jaan par ban aayi ...

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #kahanisuno
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

ki mujhe hak nahi ki kisi cheez ka jo mere liye kya maayne rakhti hai
mujhe kak nahi kisi bhi had se unko bulane ka jo mere liye kya paymyne  rakhti hai
mere andar ke ruh me ehsaas aise mar chuka hai ki mujhe hak nahi kahi dil lagane ka jo kahi par bhi anjaane si  lagti hai

©writer ,mrs. Mona Chandel
  # quote

# quote #Thoughts

43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

pata na chala humko kyu hum etne darre se 
shayid kisi ko kho dene se darte hai hum 
wo chahe humse dur ho ya  pass phir bhi unko dil me yaad karte hai hum 
unki judai ka gum aisa hua ki ab tou bheed me jaane se parhez  karte hai hum

©writer ,mrs. Mona Chandel
  # darr

# darr #Quotes

43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

aaj ke dour ka khoya hua insaan kuch aisa hai jaise usne janam lete hi har kaam ko anjam dene ke liye apna jeevan dav par lagaya hai
sabko bhul kar  usne khud ko har waqt  bas tanha paya hai
sabko jarurat ke hisab se rishto me aise bandha jaise wo sirf paiso ki khatir es dharti par aaya hai
har cheez ko usne bas apni estemaal ki jaane wali vastu samza 
ek jeete jagte hue apneo ko bhi apne pass nahi rakh paya hai
aaj ka khoya hua insaan apne liye hi jeeeta aaya hai

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #KhoyaMan
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

jab bhi dil ko koi dard hota hai
har gadi yaado ki  ek sui bhi talvar ki tarah zazbaato par vaar kar jaye tou zakhm dil ko lagta hai

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #cry
43e14e47aa3a3897f70a23fec5a71fa3

writer ,mrs. Mona Chandel

kuch aisa lagta hai jaise chaman me aa gayi bahaar ,
jaise dariya ki mouj me nikhar 
jaise hawah me lehraye koi azaab ,
jaise wo hai har dil lazawab 
uske baalon me gulab 
hum un par jaan luta kar ho gaye aftab

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #gulab
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile