Nojoto: Largest Storytelling Platform
krishnakantagarw2696
  • 12Stories
  • 0Followers
  • 0Love
    0Views

Krishna Kant Agarwalla

  • Popular
  • Latest
  • Video
53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Yeah jo zindagi jee raaha hain yeh aadmi
ki aadmi aadmi ko bhul gaya
Jaise har chote bade saffar ke baad
Ek musafir ajnabee ko bhul gaya
Waffa, Qurbani aur Mohabbat
Ab tho in lafzon ko bhi bhul gaya 
Khud se jeeta Khud se marta
Apni zimadario ko bhi bhul gaya
Kya qayamat aa padi ye khuda
Ki aadmi apni zameen ko bhul gaya
Kuch aur jeene ki is zidh main
Ab tho insaniyat ko bhul gaya
Yeah jo zabt hui khushiyan iski
Yeh aadmi hassna bhi bhul gaya
Bichhipt (Pagal) sa bana ghum raha 
Ki zindagi ke tark ko bhul gaya
Khud main khoya khud main uljah
Apni zindagi ko suljhana hi bhul gaya
Kheneko deewana kheta hai khudko
Yeah to deewanepan ki deewangi ko bhul gaya
Yeah kaisi zindagi jee raha aadmi
Ki zindagi  jeena hi bhul gaya #zindagi #human #insaniyat #poetry
53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Tu ek lau si jalti hai
Main ek keet sa, fadfadata hun
Tu aksar mujhko tadpati hai
Main tujhse hi milne aata hun
Aur ek andheri raat main
Main tujhme hi mil jata hun

Tu ek lau si jalti hai
Main ek keet sa fadfadata hun

Baato ke jaale hai, jo mujhpe daale hai
Unmain sachai ki tunt (thread) laga
Chaand ki chandni hai, raat bhi baki hai
Aanch main aapni aankush laga

Main ek sukhe paate sa hun
Lau ke lapat main jal jata hun

Tu ek lau si jalti hai
Main ek keet sa, fadfadata hun #candleandmoth #love
53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

रुख सी गाई है जिंदगी
एक तराफ है ज़िमेदारी
दुसरी तराफ है मजबुरी
डोनो के बोझ मुख्य डभ राहा इंसां
है भगवान, देख केसे ताड़प राहा इंसां दो किनारों की तरह
बह रही है ज़िन्दगी।
#दोकिनारे #collab #yqdidi   #YourQuoteAndMine
Collaborating with YourQuote Didi

दो किनारों की तरह बह रही है ज़िन्दगी। #दोकिनारे #Collab #yqdidi #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Didi

53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Jo hain yeh sajgi
Ki maar na jaye hum kahi
Hoke deewane humsafar

Tumko hi chahte
Tumko hi maangte
Zindagi main saada humsafar

Maut aaye tho aajana
tera deedar bas chahta

Bahaut le liye saanse
Ab tere baho main maarjana




     #marjaavaan
53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Bol ki lab azad hain tere
Bol ki ab bari teri hain
Bol ki ye mulk hain tera
Bol ki ye teri zameen hain

Bol ki rooh azad hai tere
Bol bhi de ab zanjeer tuti hain
Tera haq aur adhikar hain tera
Bol ki jaan ab tak teri hain

Bol ki zameer jinda hain teri
Bol ki waqt guzari nai hain

Bol ki sach sunna hai sabko
Bol ki sab sun rahe hain

Bol jo kuch kehna hain kehde
Bol jo kuch kehna hain kehle
Bol ki lab azad hain tere
Bol ki aazadi ab tak teri hain

(Inspired by Faiz Ahmed Faiz's Bol)  #bol #faizahmedfaiz #inspired
53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Somewhere away from the crowd..
Where no one will find me...  #Collab on this #cinemagraph and share #whereareweheadedto #YourQuoteAndMine
Collaborating with YourQuote Baba

#Collab on this #cinemagraph and share #whereareweheadedto #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Baba

53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Tujhe bhule nai hain hum
Aur na hi kabhi bhul payenge
Tere yaad ki aag main, 
Tadap ke raakh ho jayenge

Mere raakh ke khusbu main
Log tera hi naam payenge
Thode mere pyaar ke kisse honge
Aur kuch tumhari unkahi daastan hogi
 #dastaanezindagi
53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

(Inspired by Piyush Mishra's Duniya) 

Yeh duniya
Kisiki sapno ki duniya
Kisiki apno ki duniya
Yeh duniya

Kahi tuti immarto ki duniya
Kahi tuti viswas ki duniya
Kabhi hain roothi apno se duniya
Kissi ki hain tuti sapno ki duniya
Yeh duniya
ek chalave ki duniya

Apno se bichade insano ki duniya
Apno ko maarte hevano ki duniya
Yeh duniya

Kiski duniya... Kaisi duniya
sabki duniya
apni yeh duniya!!! #Life #piyushmishra #duniya
53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Yuh deewana bana ghum raaha hain yeh aadmi.. 
ki aadmi aadmi ko bhul gaya
Jaise har chote bade saffar ke baad
Ek ajnabee ajnabee ko bhul gaya
Waffa, Qurbani aur Mohabbat
Ab tho in lafzon ko bhi bhul gaya 
Khud se jeeta Khud se marta
Apni zimadario main ghul gaya

53df657c27def1204aa3970e37016814

Krishna Kant Agarwalla

Aaj fir udneko chal pada hain dil...
Bandh zanjeero se rok raha isse kyu...
Udne de isee... Chune de wo aasman...
Tu azaad hai ise rok raha hai kyu...

Dar raha hain kyu, chalta ja tu...
Laga inqallab ke naare, na chup rahe tu..
Phela kar apna pankh, dikha apne aazadi ke ye rang...

#Azad the hum Azad hi rahenge...
#HappyIndependenceDay  #Azadikerang #HappyIndependenceDay
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile