Nojoto: Largest Storytelling Platform
alikittur5615
  • 25Stories
  • 21Followers
  • 160Love
    0Views

Ali kittur

  • Popular
  • Latest
  • Video
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Khubsurat sa ek pal kisaa ban jata hai...
Na jane kon zindagi ka hisaa ban jata hai..
Kuch log zindagi mai milte hai aise..
Jinse kabhi na tutne wala rishtaa ban jata hai..
#Sher_Aur_Shayari..
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Naa jane kitene khawab paal rhahe hai ien akhon nai...
 Ine ankhon he aukaad toe dekho..
#Sher_Aur_Shayari..
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Ankhein khule to cheraa tumhara ho... 
Band karu toe sapnaa tumhara ho...
Mar bhi jau toe koe gam nahi
Agar kafan ke baad achal tumhara ho..
#Sher_Aur_Shayri..
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Socha kise apne say baat karun,
Apne kise khaas ko yad karun,
Kiya jo faisala EID Mubarak kehne ka,
Dil na kaha kyun na apne say shurwat karun.
                     ~EID MUBARAK~

5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Teri khwhaish kar le  hum nai toe konsa gunah kar liya ...
Aree log toe dua mai pure kaynaat maang lete hain.. mera rub meri ek murad  pura nahi karegaa...
#Sher_Aur_shayari
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Zindagi ka har raaz tanhaee main pa liyaa...
Jiska bhi gum mila apna bana liyaa...
Gum mera sunane ko jab koi na mila..
Toe rakha sar sajde me aur rab ko suna diya
#sher_Aur_shayari...
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Na Mohabbat sambhali gaye,
Aur na nafrat Pali gaye...
Afsos hai us zindagi ka,
Jo tere piche Khale gaye...
# sher_Aur_ shayari

5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Kisi ke pyar mein khona toe lazim hai ..
Kise ko chaa ke bhi khena murad hai..
Kise ke dil ko samajhna toe mushkil hai,
Mushkil hai jab he toe mohbbat hai...
#sher_aur_shayari...
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Do pal ki hai yea Raat,
Kal phir sawera ayega.
 Waqt hi toh hai.
Aaj  unka aya hai ,
Kal humhara ayega.!
#Sher_Aur_Shayari.. #world_health_day
5cab39333dfa54826bc5afac0af1cfbd

Ali kittur

Use gehre andhere Badal mein.
Hazaron mil  faslon mein.
Suraj toe rasta dhud leta hai 
Ki Chand ko Roshani de sake...
Par tumnai kaise manliya ki ham
Tumhen andhere mein chod denge?
#sher _ Aur _ shayri
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile