Nojoto: Largest Storytelling Platform
nasrinsultana5004
  • 96Stories
  • 9Followers
  • 924Love
    2.6KViews

Nasrin Sultana

  • Popular
  • Latest
  • Video
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Bana k tujhko apna sabab
khwaab me hum jeete hain
Ummeed kya toote toh hijr mile
uss me hum maut pate hain
Tujhe lagta hai ashan hain
dil me u ched kar jana
Dukh bhi tune ussi dil ko diya
jis ka akhri khwab hi tha tujhe pana.

©Nasrin Sultana #love_shayari
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Har dafa mere zindagi main 
jeene ki sabab ban gaye
Maine tumhe haqeeqat kya mana
tum toh khwaab ban gaye.

©Nasrin Sultana
  #SAD
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Na tumhe zindagi 
Na tumhe jahan
Na tumhe saanson ka wajah kahenge
Tum the aur ho
iss rooh k marne ka wajah 
toh hum tumhe berahem maut kahenge.

©Nasrin Sultana #mercilesslove
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Ajj pata chala dil ye mera 
kitna gunehgar ho sakta hain
Dil pe kisine halka dastak kya diya tha
dil ne usse humsafar man liya hain.

©Nasrin Sultana #sad_shayari
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Waqt waqt pe pata chalta hain
Jo dil nahin hain mera 
woh kisi aur ka kaise ho sakta hain.

©Nasrin Sultana #destroyedinlove
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Tune bas mu fer liya hain
lekin safed kapda pehen ne ka haq toh bas mera hain.

©Nasrin Sultana #hatred
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Abb tu barbaad hone wala hain
sareaam hone wala hain
Jaise ahista ahista qatal kiya tha mujhe
mere aankhon ko
jism ko
aur iss tadapte hue rooh ko
phir bhi tere maut pe sabse jyada ye annkhein
rone wali hain.

©Nasrin Sultana #betrayal
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Aaj maine har man liya
mohabbaton ki raahon se
mu fer liya
Usse lagta hain ashan hain bahut 
toote hue dil ko todhna
bas usse ye pata nahi ki 
mara hua jism aur toota hua dil
bar bar judta nhi .

©Nasrin Sultana #love_shayari
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Tune qatal kiya 
kisi ko pata bhi na chala
Me maar kya gayi
tune hanskar zinda kehe diya.

©Nasrin Sultana #bittertruth
9b8a26824b22cb3b0cc5927c7943b5fc

Nasrin Sultana

White Kya khoob kaha tha kisine
ki mohabbat main halala
haram hota hain.
Sach bolu toh meri jaan
sacha pyar ka paygam bhi
zindagi main ek baar naseeb hoti hain
Baki sare toh tasalee hain sirf
mana mohabbat nhi toh kya
log usse sach kehete hain.
Jo sach k ar main tune sapna toh dikhaya
bas unhe sach na kar saka.

©Nasrin Sultana #sad_shayari
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile