Nojoto: Largest Storytelling Platform
ashufta2692
  • 8Stories
  • 161Followers
  • 66Love
    169Views

Ashufta

🅰️#Kuch.Toh.Akhir.Unki. Bhi.Majburiyan.Rahi hongi🖊️ ♠️Youn#Hi.Besabab.Toh.Nhi.Itni.Doriyan.Rahi.Hongi#🅰️

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

Apna apna hota hai..

Apna apna hota hai.. #poem

c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

SAFAR
Safar kahin tarah k hoty hain,Inme aham safar zindagi ka Safar hota hai.Kuch banney ka, Zindagi me Kuch acha karne ka.
Magar jab iss Safar me ham chalty hain toh hamein Manzil aik jaga Nazar nhi aati hai.
Rasty me kho jatey hain,Samaj nahi patey kis taraf jayein,Chalo man lyein agey chal paryein gy mgr bad me pata chaly ye rasta Manzil ka nhi tha.Bas sab kaam yahin tamaam ho jaye ga.
Manzil toh choti, zindagi bhi khatam ho jaye gi.Kyu k ye gari ka Safar nhi,Ke U turn le kar fir sahi road par jayein.Ye zindagi hai iss road par U turn nhi lagta.Ham Khud nhi chal sakty agr toh achy map ka sath hona zaroori hai,Jo manzil tak hamein ponchayee.Kyu ke..
Yhan zara si galti hui toh Manzil nhi miley gi
Zindagi toh guzar jaye gi mgr zindagi nhi chaly gi..

©Ashufta #safarnama .
c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

Aye khuda kesi hai ye duniya
Kesy insaan hain iss dunia me
Kesy karty hain ye itni bari harqat
Khan se aati hai inme ye taqat,
Unhein kisi auraat me
Apni Maa,bhain ya beti nazar nhi aati
Kisi ki chek o Pukaar inhein kyu nhi satati
In haiwan, darindon ko Dard nhi hota khuda
Duniya k kanoon se kuch nahi hoga inka
Tu inhein Zinda jala dey khuda
Tu inhein khud hi meta dey khuda.

©Ashufta #justice for Rabia

#justice for Rabia

c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

phir tumhari yaad aayi

phir tumhari yaad aayi #poem

c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

#AzaadKalakaar SARHADEIN NA HOTI,
Me sarhad paar jo ye Lahore dekh raha hoon
Me ye apney dost ki aur dekh raha hoon
Apny apno'n ko chor kar chaly gaye 
kesa dour tha me wo dour dekh raha hoon,
doun'n ki razamandi se toh huy thy alag alag
fir bhi kyu sarhadon par itna shore dekh Raha hoon,
ye doo shaks jo larayi lar rahy hain maidaan me
yehi maat khaye ga jesy kamzoor dekh Raha hoon,
hind pak k aney jany py koi pabandi nhi
sarhad miley jhan bs wahan nafraat ka zoor dekh raha hoon,
in sarhadon par Mohabbat k phool kab khilein gy Ashufta
NAFRAT k in kanton se jawano'n ke laho ka shore dekh raha hoon..

©Ashufta Sarhadein Na Hoti

#AzaadKalakaar

Sarhadein Na Hoti #AzaadKalakaar #poem

c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

Yaariyan..

Yaariyan..

c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

Kabhi Ishiq Ke Jaal Me Ham Fasey Na Thy.
🖊️🖊️
Uon Choty Se Honton Ki Smile Kya Dekhi Chuna Lag Gaya..
🅰️🅰️

©Ashufta Smile
#AWritersStory  arya pranjali

Smile #AWritersStory arya pranjali

c796ebe5af392757977ccc96c8412ed2

Ashufta

Ik Baar Me Bhi Guzra Tha Chand Ke Kareeb se,
Ik Baar Hui Thi Mulakat Meri Achy Naseeb se.
🖋️🖋️
Ab Mujhe Kuch Nhi Hota,Ab Me Acha Ho Gaya,
Ab Wo Kesa Hai Koi Jake Pocho Mere Habeeb se....

©Ashufta Ashufta
#moonbeauty


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile