Nojoto: Largest Storytelling Platform
aizahamid3686
  • 12Stories
  • 59Followers
  • 26Love
    0Views

Aiza Hamid

in search of my answers

  • Popular
  • Latest
  • Video
daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

is umeed per agay barh rahi hun k Shayed Kabhi na Kabhi meri sochon ko bhi kinara mil hi jayega

daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

Lehreen samundar se door jati zaroor hain lekin sirf takra kar wapis aane k liye .inki tarah isi liye mai bhi apne asal se Juri rahoon gee

daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

Hum larkian bhi pinjre me qaid tote ki Tarah hoti hain jise mohabat to ki jati hai lekin ur jane k khof se kabhi azaad nahi Kia jata!!!!

daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

Hum larkion k liye bhi aik pinjra hota hai jiski chabi Kabhi baap k hath me to Kabhi Bhai k hath me Phir Kabhi shohar k hath me to Kabhi bete k hath me Chali Jati hai Lekin Afsos k is chabi ko Kabhi isteemal Nahi Kia Jata balke Apni jageer samajh kar sambhali Jati hai

daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

zamane  badalte gaye 
log badalte gaye
halaat badalte gaye
waqt ke bahao me Sab badal dia
Lekin mere Andar k samundar ka bahao Waisa hi raha

daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

Qarbala or hamare aj me
 bas itna farq hai k wahan 
dushman ne pani roka tha or yahan bhai ne hi pani rok rakha hai!!!

daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

pathar ko pathar se ragro ge to sirf aag hi phele gee kabhi pani nahi ayega rishton ko sambhalo

rishton ko sambhalo #Quotes

daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

mere mashre ki talkh haqeeqat mai aik auraat ki haqeeqat bhi shamil hai!
daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

kisi k jane se waqt ya zindagi ruk nahi jate han lekin lamhe zaroor tham kar reh jate hain!!
daa92a4c2407a966adc71851f26c9985

Aiza Hamid

har shaks apni soch k pinjre me qaid hai!!!
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile