Find the Best Leni Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutlenin quotes on love, who travels with lenina to the reservations, lenin quotes in hindi, lenity in a sentence, quotes by lenin,
vaibdhi
jang ho to jeet leni chaiye haar ho to sikh leni chaiye pyaar ka yahi dastur hai pyaar ho to peer honi chaiye
Digvijay Singh Shekhawat
choro ye duniya dari khul ke jiyo ye zindgi choro ye duniya dari khul ke jiyo ye zindgi kyo ki jab marne ka waqt aayega to kahoge khul ke ji leni chahiye thi ye zindgi khul ke ji leni chahiye thi ye zindgi #Love #shayari #poem #MUSIC #stories #inspired #life
Nitin Sharma
#OpenPoetry " FARZ KI DOR " tum farz ke liye jaan de dena hame to aishoaraam pasand hai ansuon ko bahaakar 2deep jalaa lenge desh bhakti ke naare lagaakar ankho ko suja lenge isse jyda ummed na karna ey veer putr tum hamse jaati paati me bate hai ham sab ab kon ladega unse kal desh me fir chunaaw ayega fir naya neta layega woh desh lootkar khayega apne pet ko bharta jayega tum date rehna sarhad par hame tumahra ehsaan pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame aishoaraam pasanad natak parasti se kuch chitr nikaal laaye hain baant lenge apas me fareb ka kirdaar nibhaakar akhbaar bhar denge teri yaadon se ham woh sare - aam nikaal laye hain khabar daar kar denge dushman ko ghar baithe baithe ham deewaron par woh isthitehaar sajaane aaye hain eeman se khaana seekha kab ? hame woh haraam pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame to aisoaraam pasanad hai hame abhi dharm ki rakhsa karni hai aabhi vyast hai ham kuch kaamon me ali , doobe , sharma, khan or chodhary bate hain ham in naamo me mehnat ki roti ab sookhi hame to chupri leni hai tax churaakar ya gareeb ka khaakar sabke hak ke leni ha desh ka yuva hai ham jo sharaab me doobe rehte hai jo bache pade hai is zillat se woh shabaa me doobre rehte hai tum na khona aan desh ki hame to ayaash pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame to ye aishoaraam pasanad hai kal fir tum shaheed ho jaoge ham naam tumhara pukaarnenge din dhal jaye shaam gayi ab ham fer se wahi dohrayenge ham na farz nibhayenge na mehnat ki ham khayenge dhut rahenge choor nashe me par farz tumhe sikhayenge rangmanch se door tum rehna ham to.mehfil -e- shaam pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame to aisoaraam pasanad hain -- Nitin shandilya #OpenPoetry farz ki dor
#OpenPoetry farz ki dor
read moreBhavna Mehta
Gar tum ruk jate.. To thda acha tha na.. Jo acha hai ab.. Or aur bhi zada acha tha na... Thde dino ki mohlaat to maang leni thi na.. Theharna tha kuch wqt.. Aur.. Itni to usse aagya leni thi na.. Kehna tha na ek bar.. Ki kuch dino or tumhe vo yha rok de.. Thde hi dino shi.. Vo tumhe.. Mere pass chood de.. Dekha hoga na tumhe.. Vo aasu in aakho mei.. Jaate wqt tut rhi thi jb mein.. Jo aaj tak khud ko bna na. Paai hu inte saalo mei.. Ek bar pucch lia hota na mujhse.. Ki kya mein tyaar hu.. Tumhe hmsha ke liye khoo dene wali hu aaj.. Kya is fareb ke liye mein tyaar hu.. Na tumhe pucha.. Na hi mein tumhe rok paai thi.. Na jaane kyu itni jaldi tumhari upar wale ke pass lejane wali gaadi aai thi.. Kuch din to usne mujhe tumhara saath dia hota.. Dekha hota tumne mujhe.. Brdte hue.. Or khud hi mera hath kisi ke hath dia hota.. Yeh jo aaj mein kavitaaye likh leti hu.. Kisi se keh na pati hu jo.. Vo in panno se keh deti hu.. Tum hote to.. Aaj.. Tumhe bhi inhe sunn lia. Hota.. Aram se baith kar tumhe apni sari kahaniya mein sunaya krti.. Jo dil mei hai.. Use sirf tumhe btaya krti.. Ro bhi deti.. Aur fir hasna bhi mushkil. Na. Hota.. Gar tum hote aaj.. To yeh bchha.. Aaj itni jaldi.. Bda na hota..
Megha jain
jab pta ho ki samna juth se ho raha h to......haar maan leni chahiye.... or jb lgne lge ki jutha koi apna ho raha h to doori bana leni chahiye...... my first line in nojoto ###feeling sad
my first line in nojoto ###Feeling sad
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited