Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Khuld Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Khuld Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about der se hi sahi aankhe to khul gayi shayri 0, mil gaye dil ab to khul ke mp3, mil gaye dil ab to khul ke, periods ka khul kar na aana in hindi, zindagi khul ke jiyo shayari,

  • 5 Followers
  • 28 Stories

Aditya Kumar

Jahan aap, vahin hum.. Khuld-paradise/jannat #Khuld #Khwaish #chehre #zulfon #Bikher #technawab

read more
Yu to Khuld ki Khwaish karte nahi hum,

haan tum jo mere Chehre
par Zulfon ko bikher do
to baat alag hai...! Jahan aap, vahin hum..
Khuld-paradise/jannat
#khuld #khwaish #chehre #zulfon #bikher #technawab

Aliem U. Khan

#Yqaliem #HapppyWomensDay #Khuld ख़ुल्द - Paradise

read more
कभी तवायफ़, तो मां बना डाला,
ख़ुल्द को ही बुरा बना डाला!

उसके क़दमों में अपनी जन्नत थी,
हमने औरत को क्या बना डाला! #yqaliem  #happpywomensday
#khuld

ख़ुल्द - Paradise

VATSA

Neend ki aagosh mein kaise jagta rahun
Koi khuld de jis taraf taakta rahun

Tiirgii mein aakar thaam le daaman mera
Kab talak bhar ke saanse bhaagta rahun #khuld #vatsa #dsvatsa #illiteratepoet #hindiquotes #shayari #lovequotes #hindishayari

Vaibhav Korde

Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle,
Bahut nikle mere armaan, lekin phir bhi kam nikle

Nikalna khuld* se aadam* ka sunte aaye hain lekin,
Bahut be-aabru hokar tere kuuche* se hum nikle

Mohabbat mein nahin hai farq jeenae aur marne ka,
Usi ko dekh kar jeete hain, jis kaafir* pe dam nikle

Kahaan maikhaane ka darwaaza aur kahaan vaaiz*,
Par itna jaante hain kal vo jaata thaa ke ham nikle

*Khuld = Jannat
*Aadam = Aadmi/Insaan
*Kuuche = Gali
*Kaafir = Prem-Paatra/Asamrtha
*Vaaiz = Updeshak Shayar : Ghalib Mirza
#Nojoto #mywritings #shayari #poetry #poem #tales #india #writer #shayar #tiktok #purelove #life #love #ishq #mohabbat #yourquote #quote #stories #quoteoftheday #kavita #thoughts #instawriters #writersofindia #Indian #people #World #words #readme #likeme #followme

Biswajit Mukherjee

khuld

read more
Mere har haasil ko kami teri khalegi
Marne par meri rooh ko shayed khuld bhi na milegi
Mil bhi gyi toh tere bagair wo khuld, khuld toh na rahegi khuld


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile