Nojoto: Largest Storytelling Platform

na jany kyu in barisho ki bundo mai kuch dhula dhu

na jany kyu in barisho ki bundo mai kuch dhula dhula sa lgta hai jaisay barso say in bundo ka karg tha mujpay aaj bo dhulgya ho in barish ki bund mai mera sara karg chukta hua in barish mai bhig kar jaisay yea barish hui hai mera karj ko chukany kai liy koi or bhi hua karta tha kabhi in barish mai mery sath bo to sath chor gaye par mainay aaj bhi tera sath nhi chora kyu ki mujay in barish mai bhignay say uskai pash honay ka mhsus karta hu jisay mai kbhi khona nhi chahta hu tera karj hai in barisho ki bundo mai