Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Nare Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Nare Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutnare.comdra modi su shayri with photo 0, bhagat singh ke nare in hindi, is nare a word, independence day nare in hindi, desh bhakti ke nare in hindi,

  • 1 Followers
  • 1 Stories

Aj stories

DilseAzaadiQuotesstories Satyaprem Mukesh Poonia

read more
#OpenPoetry Zoo Garden Me
Rungeen Panchiyna Unn Ki Surili Awaz,
Alag Alag Prajati kye Animal's Brids,
inn sab ko Dek kye Bhuth Khushi Mili, 
Zoo Garden se Bahar Ki taraf Aye, 

Bhuth Zor Zor se Awaze Ayi
Kuch Log Azaadi kye Nare laga Rahethye,
Unn Sab ko Dek kye Afsos hua, 

Zoo Garden ko Palt kye Dek kye Hesass hua,
Har Panchi Har Janwar khaid Me Hai,
Panchi Parnide Janwar ki
Awazen Hum ko Zoo kye Andar Surili Lagti hai,
Kahin o Bhi Azaadi kye Nare toh Nahin Lagare 
Shayad unn kye Afsoos Ka Hesass Nahin Hum ko, 

jungal Me Animals ko Shikar Karthye Hain
Panchiyno ko Agar Azaad Kar Bhi Dye toh Kya hoga,
Mobaile kye Net work kye Rendition
 unn Sab ko Mar dye thye hain, 
Humrai Khushi kye liye Unn sab ko khaidi Banayae hain,

Azadhi Hum se ziyada Nature Hona hai
Azaadi Hum se ziyada Jungal ko Hona hai
Azaadi Hum se Ziyada Animal's ko Birds ko hona hai
Lekin
iss Me Bhi Humara he Faida Ho Raha Hai 
Hum Sab ko Achi Oxygen Dyega, 
Nature's Ki Azaadi 
Hamari Zarurath Nahin 
Humara Haq Hai, Dilse#Azaadi#Quotes#stories Satyaprem Mukesh Poonia


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile