Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best kafiya Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best kafiya Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about kafiya name meaning in urdu, kafiya meaning in urdu, kafiya in urdu, radeef kafiya in urdu, kafiya meaning in english,

  • 5 Followers
  • 19 Stories

Yadvinder Vats

shayarana andaz hai

nibha kr rishta hm tod aaye hain... Sher 🔥 #sher #matla nojoto #divya_urf_dabbi #ghazal #radif #kafiya #शायरी

read more

shayarana andaz hai

shayarana andaz hai

☺☺ nojoto #sher #matla shayari #kafiya #divya_urf_dabbi #शायरी

read more

shayarana andaz hai

Adnan Shaikh

Wo log bhi hai kar rahe hamse barabri 
Humne sikhaya tha jinhe alfaaz ka hunar

©Adnan Shaikh #Darknight #urdushayari  #napowrimo #rekhta #kafiya #gulzar #jaunelia #adnanwrites

Adnan Shaikh

Ek umr humein kaatni hai bevafa k sath
Lekin ye bharam rakhte hue baavafa hai wo

©Adnan Shaikh #urdushayari  #napowrimo #rekhta #kafiya #gulzar #jaunelia #adnanwrites

Adnan Shaikh

Mai samjhaute ka aadi to kabhi tha hi nahi par mai,
Kisi ki aik lauti to mohabbat ho nahi sakta!

©Adnan Shaikh #urdushayari  #napowrimo #rekhta #kafiya #gulzar #jaunelia #adnanwrites

Adnan Shaikh

Ab isse bura bhi bhala aur kya ho 
Mai apni kahani ka hero nahi hu

Mere yaar mujhko samajhne Lage hai
Mai jo jo nhi tha main jo jo nahi hu

Mera ye suKhan saara raddi hai raddi
Mai Ghalib, Taqi Meer, Khusro nahi hu

Mai behroopia ban k milta hu sabse 
Mai Adnan to mere yaaro nahi hu

©Adnan Shaikh #urdushayari  #napowrimo #rekhta #kafiya #gulzar #jaunelia #adnanwrites   
#alone

Adnan Shaikh

Maut hi ab juda karegi dost 
Zindagi tere naam kardi hai 

Kya Qayamat ki baat duniya mein
Khudushi tak haraam kardi hai

©Adnan Shaikh #urdushayari  #napowrimo #rekhta #kafiya #gulzar #jaunelia #adnanwrites   
#dryleaf
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile