Find the Best Farazsahab Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos about
Abid
Zindagi me to sabhi pyaar kiya karte hai, mai to mar kar bhi, meri jaan tujhe chahunga. -Faraz #yqbaba #farazsahab #yqquotes
Deep lonley wiidout uh
Yu'n naa raho chup ke ruswaa ho jaaye Wafa bhi naa nibhey aur bewafa ho jaaye Yaa ilaahi kya hungama utaara zameen par Naa jaane kaun kab kiska khudaa ho jaaye Shikast-haal-e-namrood sa hai tera Naa jaane kaun tera ibraahim ho jaaye Hoti nahi duaaein laa haq qabool ab koii Kaunsa gunaah band-o-khisht ho jaaye JAANI aisa bhi miley jahan mein koii Jaan sadkey baney dil nisaar ho jaaye #Jaani #Jaani #Tarjani #Farazsahab #Jaanitarjani #Shayarjaani #Jaanisays #Nojotoshayari #Nojotopoetry #Nojotourdu #Nojotohindi #Nojoto #Nojotoenglish #Jaaniwrites #Jaanipoetry
#jaani #Tarjani #Farazsahab #Jaanitarjani #Shayarjaani #Jaanisays shayari #nojotopoetry #nojotourdu #nojotohindi Nojoto #nojotoenglish #Jaaniwrites #Jaanipoetry
read moreDeep lonley wiidout uh
Guroor odh kar kuch logg bade itraane lage hai They kabhi jo mere hi mureed fann mujhe hi aaj sikhaane lage hai Lehze bad-gumaani dikha kar mujhe adab kya sikhaane chale hai Yeh bhi kuch kam nahi JAANI jinke khud ke khaate bigde padhe hai Wo aaj mujhe hisaab ke maayne sikhaane chale hai Guroor odh kar kuch logg bade itraane lage hai #Jaani #Jaani #Tarjani #Guroor #Jaanitarjani #Feelthewords #Jaanisays #Jaanipoetry #Shayarjaani #Jaaniwrites #Zaalimshayar #Farazsahab #Ghalibsaab
Deep lonley wiidout uh
Trust me Meri dil ko phir bayaabaan se ghar banane ke liye aa Khoob sataaya duniya ne tu bhi ab sataane ke liye aa Mere dil mein koii aur chirag roshan hai tera Aa tu shamaa ko dubaara jalane ke liye aa Dekhta hu logo'n ko ek dusre ka saath nibhaate aksar Aa tu bhi kabhi aisi misaalo mein saath nibhaane ke liye aa Main FARAZ to nahi ke tujhe bina bulaaye bula lu Main JAANI hu mera bharam rakhne ke liye aa #Jaani originally penned by legendary poet ahmed faraz sahab bas itna hi kahunga kis kisko bataayenge judaai ka sabab tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa #Jaani #Farazsahab
originally penned by legendary poet ahmed faraz sahab bas itna hi kahunga kis kisko bataayenge judaai ka sabab tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa #jaani #Farazsahab
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited