Find the Best Doobe Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos abouttere ishq mein jo bhi doob gaya poetry in urdu, scooby doo and the samurai sword 2009, scooby doo and the reluctant werewolf, i love you 1 a 2 a 3 shooby doo lyrics, shayri on risto me doob jana 0,
Abhishek Latta
डूबते रिश्तों से पनपी उम्मीद की गहराईयाँ बढ़ती ही जाती हैं... Pc-Pinterest #doobe #ummeed #rishte #gehraiyaan
Pc-Pinterest #Doobe #ummeed #rishte #gehraiyaan
read moreAuthor Shivam kumar Mishra (Shivanjal)
Tairna aye to bhi kya fayda. hum too apke pyaar mai doobe hai. ikraar mai doobe hai. ijhaar mai doobe hai. #nojoto #nojotohindi #nojotoenglish #kavishala
nojoto #nojotohindi #nojotoenglish #kavishala
read moreMOHD NAUSHAD ( M. N. )
LUL YYRR TERE CHALE JANE KE BAAD IK MAOUT KE SIWA SAB INTEZAAR KHATAM HO JAYENGE MUJHSE NAHI KATENGI YYRR YEH TANHA-UDAAS RATAIN BAS YYRR SURAJ SE KAHUNGA KI...... MUJHE BHI SAATH LEKAR DOOBE MUJHE BHI SAATH LEKAR DOOBE... ( M. N. ) 😔😔😔.....
😔😔😔.....
read moreNitin Sharma
#OpenPoetry " FARZ KI DOR " tum farz ke liye jaan de dena hame to aishoaraam pasand hai ansuon ko bahaakar 2deep jalaa lenge desh bhakti ke naare lagaakar ankho ko suja lenge isse jyda ummed na karna ey veer putr tum hamse jaati paati me bate hai ham sab ab kon ladega unse kal desh me fir chunaaw ayega fir naya neta layega woh desh lootkar khayega apne pet ko bharta jayega tum date rehna sarhad par hame tumahra ehsaan pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame aishoaraam pasanad natak parasti se kuch chitr nikaal laaye hain baant lenge apas me fareb ka kirdaar nibhaakar akhbaar bhar denge teri yaadon se ham woh sare - aam nikaal laye hain khabar daar kar denge dushman ko ghar baithe baithe ham deewaron par woh isthitehaar sajaane aaye hain eeman se khaana seekha kab ? hame woh haraam pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame to aisoaraam pasanad hai hame abhi dharm ki rakhsa karni hai aabhi vyast hai ham kuch kaamon me ali , doobe , sharma, khan or chodhary bate hain ham in naamo me mehnat ki roti ab sookhi hame to chupri leni hai tax churaakar ya gareeb ka khaakar sabke hak ke leni ha desh ka yuva hai ham jo sharaab me doobe rehte hai jo bache pade hai is zillat se woh shabaa me doobre rehte hai tum na khona aan desh ki hame to ayaash pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame to ye aishoaraam pasanad hai kal fir tum shaheed ho jaoge ham naam tumhara pukaarnenge din dhal jaye shaam gayi ab ham fer se wahi dohrayenge ham na farz nibhayenge na mehnat ki ham khayenge dhut rahenge choor nashe me par farz tumhe sikhayenge rangmanch se door tum rehna ham to.mehfil -e- shaam pasanad hai tum farz ke liye jaan de dena hame to aisoaraam pasanad hain -- Nitin shandilya #OpenPoetry farz ki dor
#OpenPoetry farz ki dor
read moreBhuvi Sharma
Niki umre, Mat neyani Kehnde doobi, Dunge pani Kehnde ajtak mol na labya Mere ohna alfaza da Kehnde aj tak mol na labya Mere ohna alfaza da Kehnde dur krta apnya ne Kehnde dur karta ohna apnya ne Jina nu hiq nal laya si Ohna nike vade phen prava nu Jina de har bol da maul pugaya si Hun alfaza da vi koi maul na reha Mere alfazaa da vi koi maul na reha Dungi akal te doobe hoye nu vi Aj tak koi tol na reya Dungi akal te doobe hoye nu vi Koi apna tol na reya alfaz
alfaz
read moremohsinali421
Yu samundar me doobe to kya doobe.. Agar doobna hi hai to uski aankhon ki gehrai me doobo.. Marna hi to hai bas mar jao.. Chahe fir uski bewafaai se kyu na maro Teri yaad jab mjhe aati...
Teri yaad jab mjhe aati...
read moreSandeep Jahaal
Jab Tum Mere Samne Honge Saansein Meri Tham Jayein kahin Waadein Iradon se kar Lena Hum Chhup Jayein Kahin Doobe Doobe Rahein Aankhon mein jab Teri Bhul Jaatein Hain
Jab Tum Mere Samne Honge Saansein Meri Tham Jayein kahin Waadein Iradon se kar Lena Hum Chhup Jayein Kahin Doobe Doobe Rahein Aankhon mein jab Teri Bhul Jaatein Hain
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited