Find the Best Khilega Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutpakistan ke khilaf shayari in hindi, zulm ke khilaf shayari in urdu, pakistan ke khilaf shayari hindi, maa baap ki khidmat shayari, sabudana ki khichdi in hindi,
Author Shivam kumar Mishra (Shivanjal)
Sawaan ki masti me. Shiv ki shakti me. Chale hum jor jor me. Ghar se dur. Wha kya bhole milenge. Bhakti ka phool khilega. Jisse bhakt dhoond rha hai. Kya wahi bhandaari milenge Waha sach honge sapne Gair bhi honge apne Bhakti ki baarat sajegi. Honge bhgwaan bhi apne Jana hai bahut dur. Bhakto ki bhakti me. Sawaan ki masti me Shiv ki shakti me Chale hum jor jor me Ghar se dur Wha kya bhole milega Bhakti ka phool khilega #nojoto #shivji #bhakti #life #song
Ritwik Baranwal
Ye pyaar ka ehsaas bdaa hi h anokha, Kisi ko milta h ignorance aur kisi ko isme dhokha. Hum ye nhi jaante ki hume kya milega, Gulshan mein phool khilega ya na khilega. Phir bhi puri taaqat se krte kosis use paane ki, Dill mein hota bss junoon aur himmat jeet jaane ki. Isme hum kabhi nhi dekhte bhagwaan ki manjoori, Bss use pana yhi hota humare liye sbse zaroori. Hum chhate h use apni zindagi bnana, Uske liye kisi se bhi takrana aur zamane se ldd jana. Islye ek baat main aaj kahunga, Na aaj tk zamane se dara na aaj darunga. Zindagi mili h hum sabko bss ek, Toh iss zindagi mein pyaar karke zaroor dekh. PYAAR
PYAAR
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited