Find the Best Kandho Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutkandho se milte hain kandhe lyrics in english, kandho se milte hain kandhe, kandho se milte hain, kandho se kandhe, kandho se,
Arshad
इन कंधो पर ज़िम्मेदारी इतनी कम भी नही, कि उठा न सकूँ, और बोझ इतना ज्यादा भी नही, कि हटा न सकूँ। -Arsh #Kandho #Zimmedariyan #Bojh #Arsh
#Kandho #Zimmedariyan #bojh #Arsh
read moreAkanksha Singh
Pardesh jaker beta mohalle ki galiyon ko bhul gya,bs isi gaam me baap fansi jhul gya,un kandho ko bhi kandhe mayassar na huye jin kandho pr baith kr vo beta school gya tha..😔😔😭😭 life##
life##
read morekhan afreen
socha aaj ye hamne ki unke kandho pe rakh kr apna sar aaj mai hamesha ke liye so jaau,,,khule jo aankh meri to unka chehra apne samne muskurata hi paau,,jo mile dard koi bhi duniya-e-zaalim se to bas naam lekar aapka mai aapko hi bulaau,,socha aaj ye hamne ki aapke kandho pr rakh kr apna sar mai hamesha ke liye hi so jaau,,,or mile sukoon ki neend itni aapki panaho me ki mai yunhi muskurate mar jaau;;;**^*@
socha aaj ye hamne ki unke kandho pe rakh kr apna sar aaj mai hamesha ke liye so jaau,,,khule jo aankh meri to unka chehra apne samne muskurata hi paau,,jo mile dard koi bhi duniya-e-zaalim se to bas naam lekar aapka mai aapko hi bulaau,,socha aaj ye hamne ki aapke kandho pr rakh kr apna sar mai hamesha ke liye hi so jaau,,,or mile sukoon ki neend itni aapki panaho me ki mai yunhi muskurate mar jaau;;;**^*@
read moreUtkarsh Dwivedi Akash
#jaha hai #begana #hai #apne bhi khoye. #hai#mushkil yahi kiske #kandho pe roye
Lovely Bhagat
mai bhi chaar kandho pe tha our woh bhi char kandho pe thi frk sirf dono main itna tha ki mai jnaaze pe tha our woh dolly pe. yeah nhi ki woh bewfa thi bs woh thodi mujhse khafa thi Balakrishna Aadarsha singh Mukund Mohan Chandraj Jain Danish Mehra
Balakrishna Aadarsha singh Mukund Mohan Chandraj Jain Danish Mehra
read moreAshish Vishwakarma
Jindagi Apne kandho par ji jati hai dusro ke kandho par to janaje udhaye Kate hai
Jindagi Apne kandho par ji jati hai dusro ke kandho par to janaje udhaye Kate hai
read moreRuchi Rajpoot
na jane kitne mele dikhaye honge usne bitha kar apne kandho par . aur aj uske hath hi bojh lagne lage hame apne kandho par
Shabana Pathan
Everyone is special because Thodi der kandho par saman uthale to bhi hum thak jate he, pura bachpan papa ne mujhe kandho par ghumaya he, me bina wajah Bahubali or super heroes ki deewani hue thi, khuda ne sabse strong to mere papa ko banaya he. Happy Father's Day Papa😘 #Happy Father's Day Papa I love you Papa😘
#Happy Father's Day Papa I love you Papa😘
read moreS.Sangeeta
Woh bhi kya bakt thi .... Jab pehli Barish men mitti ki khusboo bahut pyari thi, Jab Garmiyon ki chhuti me Kacha amm aur tamato ka feast hua karti thi , Jab Dadi ki kahani sunne kiliye man bechan hua karti thi, Jab Papa ke saath baat karte karte raat nikal jati thi , Jab Papa ki gondi men soke jannat sa abhas hua karti thi, Jab akhhon men dher sare sapnaye aur poora karne ki strong josh hua karti thi, Jab amm khane kiliye Mummy ke pass jidd karke ,badle sirf mar milti thi, kabhi gaon me ek ice cream wala a jaye toh dadi ki anchal pakkad kar khichti thi, Jab Dada ko diya hua nasta se hame share milti thi, Jab Mandir jana to sirf bahana tha sirf prasad me man rahta tha, Papa ke ghar ane time pe dher sare formise hua karti thi, Raat ko Mummy ke anchal men chhup ke so jati thi ,kanhi chhoti na so jaye Do kandho par chhoti behno ko bithake khudko pahilman samjh kiya karti thi , woh bhi kya bakt hua karta thi , jab dunia ki reality bahut dur hua karti thi , Logon ka do chehre ki duniya se bahut dur hua karti thi, Jab na school ka tension na college ka exam ka tension hua karti thi, Chhoti behno ke saath milke chhat pe tara ginne ka maja hi kuchh aur thi, chand kiliye poetry likha karti thi , Papa ke kandho pe baith ke khud ko dunia ka badsah samjhti thi , Mummy ki mar ki darse pita ,kacha sab nigal jati thi , Jab Papa ko mangi hue 10 rupeeyo ke badle me 50milti thi , Jab kuchh banana na ate huye bhi mitti men artist ki tarah banane suru ho jati thi, Jab bado ki kapde pehne ke unki tarah chal aur dialogues mara karti thi , Woh bakt bhi kya sandar thi , Jab apni chhoti family ko apni ek chhoti duniya samjha katra thi, Behno ke saath gudia rani khel khela karti thi , Jab Dadi ki baddi pet ke uppr soke dola jaisa maja leti thi , Behno ke saath jhagda karke phir unhe hug karne ka baat bhi kuchh alag thi , Woh bakt bakt men hin kho gyi , Jab ajj dil karta hai ,pukarne par bhi woh bakt nahi ati , Bakt men woh pyara bakt sare kho gaye, Aur men bhi kanhi kho gayi , Woh bakt bhi kya sandar thi. Woh bhi kya bakt thi ......... Reenu Anu PUSHKAR SAMELE Rahul Kashyap Sinha Sanjay Sanju Panwar soni devi
Woh bhi kya bakt thi ......... Reenu Anu PUSHKAR SAMELE Rahul Kashyap Sinha Sanjay Sanju Panwar soni devi
read more