Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Zyaada Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Zyaada Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutmohabbat se zyada mohabbat hai tumse video download 320, zyaada meaning in hindi, hindi song jeene laga hoon pehle se zyada download, khud se zyada tumhe chahte hai sanam song download mr jatt, mohabbat se zyada mohabbat hai tumse ringtone free download,

  • 7 Followers
  • 25 Stories

Jyoti Kalmani

read more
Jis andhere se sbse zyaada Dar lgta tha bachpan me.... 
Aaj sbse zyaada sukoon usi andhere me milta hai... 😒😒

Sheshdhar Tiwari

MAIN BAANWARIYA SUDH BUDH BHOOLI..... PLEASE ZYAADA SE ZYAADA VOTE KIJIYE.. 😊🇮🇳🇮🇳❤🎶🎶🎶I'm singing on the Starmaker app to win a tailor-made MV. All I need is one more vote to be on the winner's list! #SupernovaProject# https://m.starmakerstudios.com/v/super-star-maker/share?c=1&is_convert=true&new=true&pid=supernova&promotion_id=2902&qmc=1&share_type=more&showBar=1&showNavigation=true&user_id=5910973794053201

read more
MAIN BAANWARIYA SUDH BUDH BHOOLI..... PLEASE ZYAADA SE ZYAADA VOTE KIJIYE.. 😊🇮🇳🇮🇳❤🎶🎶🎶I'm singing on the Starmaker app to win a tailor-made MV. All I need is one more vote to be on the winner's list!
#SupernovaProject#
https://m.starmakerstudios.com/v/super-star-maker/share?c=1&is_convert=true&new=true&pid=supernova&promotion_id=2902&qmc=1&share_type=more&showBar=1&showNavigation=true&user_id=5910973794053201

Faiz Ranchwi

Pehle Duniya Me Mard Zyaada The 
Toh Ishq Bhi Zyaada Tha
Ab Duniya Me Aurat Zyaada Hai 
Magar Ishq Bahot Kam @#Mard
@#Aurat
@#nojotoimages

Nishant Sobti

read more
INTRODUCTION

Mai ,Nishant Rajkumar Sobti, 22 saal ka ladka hu. Mere Life ke sabse zyaada important Log mere mumma papa aur mere friends hai.....Haa vo alag baat hai ki mai apne parents ko 1st priority manta hu.... zahir si baat hai koi bhi aadmi apne gharvaalo ko baakion se zyaada importance deta hai ,i mean how stupid of me.Bachpan se mujhe bohot laad dulaar se paala gaya tha ,uska ek plus point yeh bhi tha ki mai Zara bhi sharaarat nhi karta tha dusre bacchon ke mukaable me,vo alag baat hai ki mere khaanepeene ke bohot naatak hote the jaise ki mujhe jab kuch khilaana hota tha to mujhe mixer grinder me acche se mash karke mumma mujhe khilaya karti thi...mai unhe apne peeche peeche daudata tha just because mujhe nhi khaana hota tha par fir bhi mujhe mumma kaise bhi forcefully khilati thi. Jahan jaana hota tha vahan ek  Pressure Cooker leke sath me chalti thi,Unka manna tha ki ghar ka khana hi sehat k liye accha hota hai ....mujhe koi bimaari na ho isliye jahan kahin bhi ho hum ,mere liye hamesha alag se  khaana banta tha .Mujhe kuch bhi ho jaata tha (Bimaar)toh mumma papa bohot pareshaan ho jaate the.....Iss baat se mujhe ek baat yaad aayi ....Ek baar hum Mahableshwar  ghumne gaye the to kuch kuch jagah aisi thi jahan mujhe logon ne baar baar apni godh me le rahe the ,mai cute jo itna dikhta tha...aur vahan itni Thandd thi ki humare hotel vapas pohochte hi mai bimaar padd gaya,Mujhe 104 degrees  ka bukhaar chadh gaya tha aur aadhi raat me koi doctor bhi available nhi tha .Mai Thandd se kaapta rote rote behosh hua.Mujhe aisi haalat me dekh ke mom dad se raha nhi jaa rha tha aur vahan bahar  zor se bearish ho rahi thi ....Hum jiss Hotel me reh rahe the vahan se mujhe leke nikle aur Mumbai vapas pohoch ke mujhe turrant  doctor k pass leke gaye Dr.Shah jo uss samay hamare family doctor the,mai aaj bhi sochta hu ki uss samay mumma papa ne manage kaise kiya hoga sab?

Nishant Sobti

read more
Hill Garden: The most wonderful, peaceful and memorable place of my life

Mai Jahan rehta tha uss society ka naam tha Hill Garden,12 saal guzaare hai vahan .Kuch alag hi baat thi uss jagah ki ,alag hi nazaara tha. Kehne ko toh vahan bohot se log rehte the par kabhi dikhte nhi the,sab apne kaam se kaam rakhte the,kisika kisise kuch lena dena nahi tha......Log usse sannaate vaali society ke naam se bhi bulaate the. Haa ....Pehli baar jab mai vahan gaya tha to mujhe bhi ajeeb laga tha par dheere dheere mujhe uss jagah se pyaar ho gaya. Vahan kareeban 99 Row Houses the aur mai Row House No.65 me rehta tha....Pehle Pehle vahan zyaada koi nahi rehta tha ,fir dheere dheere log rehne aate gaye aur hamari society sannaate vaali society se raunak vaali galli bann gayi.Meri Bohot saari yaadein joodi hui hai uss society se ....jahan mai khela,badaa hua,dher saare dost banaaye,dher saari mastii kii. Bachpann se mere bohot kam dost rahe hai ,aur job hi rahe hai unhe maine aaj tak kabhi nhi chhoda.... Fir Kuch family matters ke vajah se hume vo ghar,vo society chhodni padi. Pehle jab mai vahan rehta tha mujhe bilkul akelapan lagta tha ki vahan koi zyaada neeche aata nahi tha ,apne ghar me hi rehte the.... par ab jab hum vahan se shift ho gaye hai ,nayei jagah aa gaye hai to uss jagah ki yaad aati hai ,miss karte hai vahan ke logon ko jo hamare sath the itne saalo se. Kya aap me se kisike sath aisa hua hai kabhi? Aaj bhi jab mai Lonely feel karta hu ya upset hota hu,mai vahan chala jaata hu. Vahan Mujhe bohot shaanti milti hai,sukoon milta hai.

Khwabeeda

read more
Itne waqt ke intezaar ke baad aaj woh lamha aaya hai jab iss dil ne jubaan se kuch khoobsurat sa afsaana bayaan kiya hai

Ab sach mai uski doori se darr lagne lagaa hai,
Khwabon mai uska aana ek khoobsurat si subah ka wajah ban gaya hai,
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone lagaa hai.

 Usi se baat karne ke liye dil sirf tareeke dhoondta hai,
Zindagi ke bade faislon mai uski baaton ka wajan badhne laga hai,
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone laga hai.

Hamaari mulaakaton ka safar kuch kam hi raha hai,
Kyunki sapnon ke tootne ka darr zyaada raha hai
Usse zaahir karne ka tareeka hi nhn dhoonda hai kyunki ek sacche dost ko khone ka khauf laga raha hai
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone laga hai.

Woh dost se zyaada humdard ban gaya hai
Par yeh bayaan karna bhi mushkil ho gaya hai
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone laga hai

Lekin ab sahi waqt ka intezaar nahin karna hai
Unkahe sawaalon se khud ko pareshaan nahin karna hai
Aur keh dena hai ussey ki yeh shayad nhn haqeeqat hai ki iss dil ko usi se pyaar hone laga hai.

Khwabeeda

"Let's get your emotions heard without letting him known"

read more
Itne waqt ke intezaar ke baad aaj woh lamha aaya hai jab iss dil ne jubaan se kuch khoobsurat sa afsaana bayaan kiya hai

Ab sach mai uski doori se darr lagne lagaa hai,
Khwabon mai uska aana ek khoobsurat si subah ka wajah ban gaya hai,
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone lagaa hai.

 Usi se baat karne ke liye dil sirf tareeke dhoondta hai,
Zindagi ke bade faislon mai uski baaton ka wajan badhne laga hai,
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone laga hai.

Hamaari mulaakaton ka safar kuch kam hi raha hai,
Kyunki sapnon ke tootne ka darr zyaada raha hai
Usse zaahir karne ka tareeka hi nhn dhoonda hai kyunki ek sacche dost ko khone ka khauf laga raha hai
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone laga hai.

Woh dost se zyaada humdard ban gaya hai
Par yeh bayaan karna bhi mushkil ho gaya hai
Shayad iss dil ko kisi se pyaar hone laga hai

Lekin ab sahi waqt ka intezaar nahin karna hai
Unkahe sawaalon se khud ko pareshaan nahin karna hai
Aur keh dena hai ussey ki yeh shayad nhn haqeeqat hai ki iss dil ko usi se pyaar hone laga hai. "Let's get your emotions heard without letting him known"

The_untold_life

#liveyourlife

read more
Kisi aur se zyaada
khudpar bharosa rakho..
Dusro ze zyaada
khud par dhyaan do..
Waqt saath chodh de.. 
usse pehle jee bhar ki jee lo.. #liveyourlife

Jûñãîd Ãlî

Ya wo kahani hai hai Jo main,apni ex gf ko kehna Chahta hu,Jo mujhay aur meri Mohabbat ko uskay kaabil Nahi samajh saki. (Main Yaad dilaana Chahta hu wo pehli nazar Kay pyaar ko,so what we call is love at first sight) Yaad bhi hai tujhay jaab main pehli baar teri class main aaya aur akhri bench main baitha tujay pehli bench taak tadta rehtatha saara din,aur Tu chup-chup kaar pichay mudtey koi bahanaysay aur main wajay dhundta raha tujay baat karnay key,kya yahi tak tey hamarey wo Mohabbat? (A

read more
Ya wo kahani hai hai Jo main,apni ex gf ko kehna Chahta hu,Jo mujhay aur meri Mohabbat ko uskay kaabil Nahi samajh saki.

(Main Yaad dilaana Chahta hu wo pehli nazar Kay pyaar ko,so what we call is love at first sight)

Yaad bhi hai tujhay jaab main pehli baar teri class main aaya aur akhri bench main baitha tujay pehli bench taak tadta rehtatha saara din,aur Tu chup-chup kaar pichay mudtey koi bahanaysay aur main wajay dhundta raha tujay baat karnay key,kya yahi tak tey hamarey wo Mohabbat?

(A


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile