Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best ziqr Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best ziqr Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutziqra toys, ziqra, li ziqi, ziqar technical works llc, ziqar,

  • 4 Followers
  • 6 Stories

Shaziya Khan

#ziqr

read more
 #ziqr

Shaziya Khan

#ziqr

read more
 #ziqr

Priyanshi

read more
Keemat tumhari .
Jab tumhari tanhayi ne aaj mujhko aakar ghera ,
Tou mujhe Keemat pata chali tumhari .
Aaj , jab bazar mai , mai logo se rukhsat ho rahi thi ,
Tab mujhe Keemat pata chali tumhari .
Ek din jab mai khud ka wajood bhula kar ,tumko khoj Rahi thi , 
Janaab tab mujhe Keemat pata chali tumhari.
Aaj jab mai ghabrayi , tou mujhe tumhara ehsaas hua .
Aaj jab apne aanchal se apne ashq ko hata rahi thi ,
Tab mujhe tumhara khayal aya .
Kyu pehle nahi mai Jaan payi thi Keemat tumhari ?
Kyu pehle hi faisala kar liya tha maine tumhara?
Kyu mai itni khudgarj thi , 
Jo Maine ek mauqa tak bhi nahi diya tumhe !
Aaj jab Raat Mai neend nahi aati hai,
Tou keemat pata chalti hai tumhari.
Naarazgi ne  banaya khudgarj mujhe .
Khoyi hui saari ummedo ne bana dala mayoos mujhe .
Ab kabhi tumse rukhsat nahi ho paungi mai ,
Jana pad raha hai aaj mujhe .
Na jane kal mai rahu ya na rahu , 
Isiliye aaj ek ziqr karna hai mujhe ,
Ye ziqr se bada khulasa hai ,
Kyuki aaj alvida kehne ka man kar raha hai mujhe .

Saqib Khan

Alfaz kafi hai..Dil ki safai dikhane ke liye..

read more
Har Alfaz main tera ziqr ho kabhi Ruthe ye dil mera tujhse..to teri duaon m hm dono ke Milne ka ziqr ho.. #NojotoQuote Alfaz kafi hai..Dil ki safai dikhane ke liye..


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile