Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Apnai Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Apnai Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutapna life to hai kuch banne ka hindi mein shayari 2019, koi apna love shayri hindi 0, love shayri about agr koi apna chordh kar jata 2018 0, attitude to apna bhi jabardast hai shayari, kash mera bhi koi apna hota shayari in hindi,

  • 9 Followers
  • 30 Stories

Sahil Kumar

#Apnai #our# parayOurHeritage

read more

aham music rap. music

Aashish(vyanz)

plz like nd comment jarur kre ❤

read more
apnai our spnai dono ek jaise thai dekhtai toa thai lakin apnai mtlab kai liye plz like nd comment jarur kre ❤

Fatima Zahoor

#DareToFail

read more
ya Allah....!!
reham farma apnai mominu par,
ki har gunah sai mehroom rahai hum,
hifazat karai apnai imaan ki aur intikaal ho to ak satcha musalmaan ban kr..!! #DareToFail

Fatima

Aisi Larkion Ko Koi Samjhaye🙏 #Larki #shohar #girl #husband #Hubby #isthislove #really #loveisneverinsecure

read more
Jo Larkiyan Apnai Shohar Ko
 Us Kai Tamaam Gher Walon Se Kaat Kat Kar,
Sirf Apnai Duppate Se Bandh Kar,
Apnai Shohar Se Mohobbat Ka Dawa Kerti Hain,
Aisi Larkiyan Ya Toh Intehaiyi Tor Par Bewaqoof Hoti Hain
 Ya Jhooti,
Kiun Kai Kia In Ko Nahi Maloom,
Mot Zindagi Ka Bharosa Nahi?
Agar In Ka Bulawa Pehle Agaia,
Toh Yeh Kiun Nahi Sochtin Kai
In Kai Shohar Kai Saath Us Kai Apnay Hon?
In Ka Shohar Tanha Nah Ho? Aisi Larkion Ko Koi Samjhaye🙏

#larki #shohar #girl #husband #hubby #isthislove #really #loveisneverinsecure

Laiba

Jo guzr gya wo guzr ab wo yaad hai,ab wo aik guzri hui kahani hai,ab wo humara guzra hua kl hai,ab wo sirf mazi hai or kuch nhi,ab wo aik purani kitaab hai jis mai humari gltiyon k bare mai likha hai or ab usai wark wark prh kr sabak hasil krna hai na k us sai chutkara pana hai

read more
Guzrai huai kl ko hrgiz nhi bdla ja skta..lkn apnai maazi ko bais-e-sharmindagi smjhnai k bajai us sai seekha ja skta hai,apnai maazi pr afsoos krnai k bajai apnai haal ko khubsurt bnaya ja skta hai apnai maazi ko zehn mai rkhtai huai apna haal or mustakbil ko behtr bnaya ja skta hai.Hum sb insaan hain or khataon ka putla hain ,to un ghltiyon ko apni soch sai mitanai ki koshish krnai k bajai un sai sabak seekho or maazi mai reh kr apna haal or mustakbil barbaad mt kro Jo guzr gya wo guzr ab wo yaad hai,ab wo aik guzri hui kahani hai,ab wo humara guzra hua kl hai,ab wo sirf mazi hai or kuch nhi,ab wo aik purani kitaab hai jis mai humari gltiyon k bare mai likha hai or ab usai wark wark prh kr sabak hasil krna hai na k us sai chutkara pana hai

Abid Rasool

read more
kaam roz hai
nokri roz hai
bahane roz hai
jab bhi kabhi time mile 
apnai maa baap kai saat guzaaro kyunki bina awaaz aor bina aansuvu kai jo rota hai wo baap hota hai jo apnai bachu ki taqleefu ko apni buinyaan mai pehenta hai wo baap hota hai  ye to such hai ke 9 mehene palti hai maa apnai peat mai lekin 9mehene jo demaagmate hota hai wo baap hota hai
( happy fathers day)

SRISTY SRIVASTAVA

ek beti ka karz....

read more
ek beti ka karz
................................

ek beti hatai huai bhi
ek batai ka kirdar nibhana h..
mujhai apnai papa ka 
karz chukana h..

jindagii ka har rah pr 
mujhai apka saath nibhana h..
bina dunaiya ka parwah keyai
mujhai apna farz nibhana h..

jis tarah bina vhed bhao k..
apnai mujhai iss layak banaya h..
usi tarah mujhai bhi apni emandari se
apni iss jimadarii ko nibhana h..

apkai mehnat ka har ek pasanai ko
mujhai apnao mehnat kai pasanai se bdalna h..
apkai iss abhar ka talai
mujhai jindagii bitana h..

prayaii ho kar bhi mujhai 
apkai iss aishan ko chukana h..
mujhai umar bhar tak
apna kartav nibhana h..

ek beti hotai huai bhi
ek batai ka kirdar nibhana h.
mujhai apnai papa k
karz chukana h. ek beti ka karz....

Vipendra Singh

माँ "MAA" By Janab RAZA SIRSVI Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Ke Soo Jati Hai Tab Kaheen Ja Kar 'Raza' Thora Sukoon Pati Hai Maa Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa Nojawaan Hotay Huwe Boodhi Nazar Aati Hai Maa Rooh Ke Rishtay Ki Yeah Gehrayean To Daikheye

read more
"माँ"
एक बहुत ही ममतामयी और भावनात्मक कविता
मौ. राजा सिरसवी 
की लिखी हुई जिसको पढ़ कर आप अपने को संभाल नहीं पाएंगे । माँ "MAA" By Janab RAZA SIRSVI
Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Ke Soo Jati Hai
Tab Kaheen Ja Kar 'Raza' Thora Sukoon Pati Hai Maa

Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa
Nojawaan Hotay Huwe Boodhi Nazar Aati Hai Maa

Rooh Ke Rishtay Ki Yeah Gehrayean To Daikheye


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile