Nojoto: Largest Storytelling Platform

New hubert roohein Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about hubert roohein from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, hubert roohein.

Stories related to hubert roohein

    LatestPopularVideo

Owais Khan

Zaruri nahi ke mohabat tanhai seek le Kabhi jaan khurbaan kia tha kisipar, Apney zaqam wo khud hi bhar le.. Tanhai taqat par rob jamati hai

read more
Zaruri nahi ke mohabat tanhai seek le
Kabhi jaan khurbaan kia tha kisipar, Apney zaqam wo khud hi bhar le.. 
Tanhai taqat par rob jamati hai
Khuley aasmaan mei dam ghutati hai
. 
Andaaza toh hamesha se rehta hai, Par ahsaas honey mei der hojati hai... 
Ke zindagi ek rooh ke hawale nahi ki jati hai... 
Balke kai sarey roohein milkar zindagi banati hai... Zaruri nahi ke mohabat tanhai seek le
Kabhi jaan khurbaan kia tha kisipar, Apney zaqam wo khud hi bhar le.. 
Tanhai taqat par rob jamati hai

Sania Parween

Be-abr falak mein sitaron ki tarah, Ashq ye mere chamakte hain. Mukhtasar se zindagi mein phir mulaqaat hogi, Chalo ab ye bol kar hum guzart #yqtales #yqdada #yqbhaijan #yqhindi #yqquotes #yqdiary #yqdidihindi

read more

Roohein faqat ab azaad hain.
Kamil lafz besahara nahi.

Tassavur mein ab bhi tum ho,
Par behr-e-khuda wo khwab ab humara nahi.

     Be-abr falak mein sitaron ki tarah,
Ashq ye mere chamakte hain.
Mukhtasar se zindagi mein phir mulaqaat hogi,
Chalo ab ye bol kar hum guzart

Palsi(पल सी)

Khamosh mai thi, khamosh tum the, waqt guzarata raha.. raat dhalti rahi.... Tere lab kuch lafz mere labon se mangte rahe, kuch lafz mere lab #Khamoshi #hindiquotes #yqbaba #ehsaas #yqdidi #YQBhaiJaan #palsi

read more
Khamosh mai thi,
khamosh tum the,
waqt guzarata raha.. raat dhalti rahi....
Tere lab kuch lafz mere labon se mangte rahe,
kuch lafz mere labon pe aake thartharate rahe,
isi tarah dilon ki baat chalti rahi..raat dhalti rahi.....

Khuli meri zulfe kuch kehti rahi, kuch baatein teri ankho se bayaan hoti rahi, isi tarah ankho ki takrar hoti rahi..waqt guzarata raha..raat dhalti rahi......

Dhadkan teri sun rahi thi mai, chup chap si sehmi si thi mai, karna chahti thi mehsus sar rakh kar tere seene pe, tune b na kaha aur mai b chup hi rahi.. bas fir kya tha aise hi waqt guzarata raha..raat dhalti rahi......

Charsu andhera faila hua tha,
par chaahat k diye jal uthe the kahin, roohein jalti rahi, roshni hoti rahi.. par raat fir b na ruki wo to bas dhalti rahi.....

Dekh k hume iss haalaat me, chandni hasti rahi,
taare muskurate rahe...... chaayi thi humpar ye kaisi bebasi, jo kehna tha na tune kaha.. na hum keh paaye...guzar raha tha waqt aur raat dhalti rahi.......

Khamosh mai thi, khamosh tum the, waqt guzarata raha..
raat dhalti rahi...... Khamosh mai thi,

kuch lafz mere lab

Sonia Thakur

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile