Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best yqghazals Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best yqghazals Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos about

  • 4 Followers
  • 21 Stories

Sweta

Another try on Ghazals. To be fated to be an orphan, how bitter is this! #QSstitchonpic1127 #yqbaba #quotestitchers #yqquotestitchers #englishghazal #yqghazals #ghazalsalltheway Collaborating with Quote Stitchers

read more
▪︎Birthed and Abandoned▪︎
   
One more life appears to be condemned today
Another juvenescence was about to end today.

Destiny snatched his parents and mirth along
A saga of sheer melancholy was penned today. 

The vermins of hunger haunted his glum soul
His path of blitheness met its dead end today. 

The tiny fingers preferred the pliers over a slate
The dripping gore caused them distend today.

With tangled curls, shaggy clothes, tanned skin
He looks utterly faltered and weakened today.

How'd his sunken eyes regain the charm, Stella?
His lone self needs someone to befriend today. Another try on Ghazals.
To be fated to be an orphan, how bitter is this!

#QSstitchonpic1127 #yqbaba #quotestitchers #yqquotestitchers #englishghazal #yqghazals #ghazalsalltheway 
Collaborating with Quote Stitchers

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #ghazal-E-HAKIKAT #yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqhindi #yqghazals Collab open

read more
           GHAZAL-E-HAKIKAT

Chalo na kuch aur baat karte hai .
Apne - apne dard bayan karte hai .

Kitne zakhm honge aaj ye dilo me ,
Iss bahte khoon ka hisaab karte hai .

Bade badnaseeb hai hum ki koi pass nahi ,
Khud ko hi apne janaze me sharik karte hai .

Dikhawa karne wale yaha har mor pe milenge ,
Aur karobaar me ye ishq ka dukan karte hai .

Kuch chehro me yaha rang lage hai ,
Aksar ye log pyar ka dhong karte hai .

Farebi sarafat ki nautanki karte hai ,
Aur sirf baimani nazar karte hai .

Khair chodo RAG  koi aur baat karte hai ,
Apne - apne lasho ka thikana karte hai .







 #The ghazal of RAG
#GHAZAL-E-HAKIKAT
#yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqhindi #yqghazals 
Collab open

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #hizaab #yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqghazals #hindipoetry Collab open

read more
Pahli jhalak me wo hawa si bahkar chali gayi .
Wo qaatil nigahey mera dil churakar chali gayi .

Guzri jab wo mere karib se hokar ,
Wo meri saanse rokkar chali gayi .

Wo noor-e-mahtab si lagti hogi ,
Par wo loo-e-aaftab si chali gayi .

Chehra bhi thik se dekha nahi tha ,
Aur wo mera khwab todkar chali gayi .

Husn ki baat kya karte ho janab ,
Wo hizaab me aayi thi aur hizaab me hi chali gayi.


 #The ghazal of RAG
#HIZAAB
#yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqghazals #hindipoetry 
Collab open

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #Shaandar ISHQ MEANING---Bashar---Aadmi , julm-e-teg---atayachar ka talvar , hijr---separation , khulush--pyar #yqbaba #yqdidi #yqghazals #yqqoutes #quotereview

read more
Wo hamare zamane ko ek zamana toh hoga .
Wo uljhe chadar ki silvate yaad toh hoga .

Wo bashar jo humpe ungliya uthaya karte they ,
Wo nazarandaaz karne wala nazar me toh hoga .

Julm -e- teg  jab utha liye logo ne humpe ,
Wo hijr ki raat tumhe yaad toh hoga .

Aur jab insaan sirf insaan rah jata hai ,
Toh Jaanwaro me  insaaniyat toh hoga .

 Miley tanhai hume apne raaho me gam nahi ,
Par badal gaye humare apne thoda chubha toh hoga .

Par jaan jis khulush me saazish itne gahre hai ,
Beshak wo ishq humara shaandar toh hoga .



 
 #The ghazal of RAG
#SHAANDAR ISHQ
MEANING---Bashar---Aadmi , julm-e-teg---atayachar ka talvar , hijr---separation , khulush--pyar
#yqbaba  #yqdidi #yqghazals #yqqoutes #quotereview

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #Zindagi MIL GAYI #Zindagi #ghazal #yqdidi #yqbaba #yqghazals #quotereview Collab open

read more
              ZINDAGI MIL GAYI

Jo aarzu maine maangi thi wo mil gayi ,
Us maula se mujhe wo dua mil gayi .

Jab dekha maine use pahli daffa ,
Mujhe meri tarah koi mil gayi .

Mere kismat me kya tha mujhe na khabar ,
Mujhe mere tahriro se jyada mil gayi .

Chahate kuch khaas nahi they kabhi ,
Mere benoor zindagi me ik noor mil gayi .

Maanga nahi tujhse ae rab zyada kuch ,
Na chahe hi mere makaan ko aangan mil gayi .

Har khwaish aaj meri puri ho gayi ,
Ae maula aaj mujhe meri zindagi mil gayi . #The ghazal of RAG
#ZINDAGI MIL GAYI
#zindagi #ghazal #yqdidi #yqbaba #yqghazals #quotereview 
Collab open

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #Bitey LAMHEY #yqbaba #yqdidi #yqghazals #yqhindiquotes #quotereview Collab open

read more
Wo kaafila , wo mazma sab bhul chuke hai.
Wo pahle bhi janaze nikaal chuke hai .

Jinke ghar aaj charag bujh gaya hai ,
Wo pahle bhi kabhi ro chuke hai .

Bikhar gaye jinke armaan uche khwaisho me ,
Pahle bhi unke khwab bikhar chuke hai.

Un tamashbino ko logo ki kya haya ,
We pahle bhi tamashe kar chuke hai .

Mangna hai to sahi raah maang lo ,
Daulat to pahle bhi faqir bana chuke hai. #The ghazal of RAG
#BITEY LAMHEY
#yqbaba #yqdidi #yqghazals #yqhindiquotes #quotereview 
Collab open

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #Yaad -E-GHAZAL #yqbaba #yqdidi #yqhindipoetry #yqghazals #quotereview Collab open

read more
Un adhure kisso ko tum yaad rakhna. 
Kahi hui un baaton ko mera yaad rakhna .

Wey chhao sajar ka aangan me ,
Jiske niche bitaye lamho ko yaad rakhna .

Main bhale kabhi paas na rahu tumhare ,
Awaaz dhadkano ka , khamosi labo ka yaad rakhna .

Zaroori nahi ki zindagi sath bitaya jaye ,
Sirf lamhe mohabbat ke tum yaad rakhna .

Wo chize jo chor gaya main paas tumhare ,
Unke khusbu , unke badbu ko yaad  rakhna .

Ishq jism ki nahi rooh ki roohaniyat hai ,
Mohabbat hai to bas apne khayalo me yaad rakhna .

 #The ghazal of RAG
#YAAD -E-GHAZAL
#yqbaba #yqdidi #yqhindipoetry #yqghazals #quotereview 
Collab open

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #Qadrdaani-e-mehbooba #yqdidi #yqbaba #yqhindipoetry #yqghazals #quotereview Collab open

read more
               Qadrdaani-e-mehbooba

Tere nigahon me doob ke na dekhe to kya dekhe ?
Kajal lage un palko ko na dekhe to kya dekhe ?

Honge kai haseen iss zamane me magar ,
Wo mahtaab si surat na dekhe to kya dekhe ?

Wo shamsheer nigahen , wo lahrati zulfe teri ,
Wo gulabi hotho ke tabassum na dekhe to kya dekhe ?

Mere saanso me tu , mere khwabo me tu ,
Dar-e-dargah me tumko na dekhe to kya dekhe ?

Tere sadaaon ka dewana main fanna ho jau ,
Kashmakash tere labo ki na dekhe to kya dekhe ?

Wo aayna nahi jo tera aksh na dekhe ,
Nazre mere mehbooba ko na dekhe to kya dekhe ? #The ghazal of RAG
#Qadrdaani-e-mehbooba
#yqdidi #yqbaba #yqhindipoetry #yqghazals #quotereview 
Collab open

Rudra Goswami

The nazm of RAG #Sach-JHOOTH #yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqghazals #yqhindipoetry #quotereview Collab open

read more
Aasma me kahi koi tara jab tuthta hai ,
Mere suna mann me tufan sa uthta hai.

Baat sirf nazro ki aur kuch nahi hai ,
Mahtaab me noor koi , koi daag dekhta hai.

Sakle samay se gaun ho jate hai ,
Aadmi ko aadmi ka mann dikh jata hai .

Jee lega wo sayad jiska dil tuta ho ,
Bikhre honge we jinke khwab tut jate hai .

Sach kuch nazro ke piche dabe hote hai,
Aksar koi khooni bhi mazboor rahta hai.

Kuch chiz adhura hi sahi hai RAG ,
Har sawal ka sayad jawab nahi hota hai. #The nazm of RAG
#SACH-JHOOTH
#yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqghazals #yqhindipoetry #quotereview 
Collab open

Rudra Goswami

The ghazal of RAG #Bharosa #yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqghazals #quotereview Collab open

read more
Aksar humne chahto ko dafn hote dekha hai ,
Khwabo ko tarashte hue nind tuthte dekha hai .

Darakhto ke uche kad ahankar darshata hai ,
Aur usi abhiman ko tufan me zameen chute dekha hai .

Sach kuch bepardah na ho to munasib hai kyunki ,
Jhootho ka bazaar humne mahanga hote dekha hai .

Bechne ki baat ho to imaan bhi choti hai ,
Byapar me laasho ka bhi sauda hote dekha hai .

Kya maang loge tum sambidhan ke panno se ,
Bhukho ko bhi humne yaha thokhar khate dekha hai. 

Mahangai  ke mehfil me ek hi cheez sasti hai ,
"Bharose" ko asaani se nilaam hote dekha hai . #The ghazal of RAG
#BHAROSA
#yqbaba  #yqdidi #yqquotes #yqghazals #quotereview 
Collab open
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile